google ne ek features launch kiya hai jise apne events se related contant show kargi aap kya search karte hai apke kya search karna chahta hai loago ke interest ko samajane ke liye google ne ye features update kiya hai user ko apne area ke aas pass city aur bhi bahut se events ko search karne me help karega jaisa ki apko kisi bhi keyword jaise kisi bhi events se related ho uski puri informmation google search engine per mil jayegi So Google Search Engine Apke Interest Se Events Show Karegi iske bare me baat karte hai
Google Search Engine Apke Interest Se Events Show Karegi
Google search engine ke sath aur bahi bahut used kar sakte hai aur ye search karne ka best aur top tarika hai jo realy user ki help karega agar apko kisi events ko join karna chahte hai iske liye aap google search kare aur google se apne interest ke adhar per sabse best events ko show karega iske sath best place aur location share karega aur is events ko dekh sakte hai jaise kisi place ki ticket price apne users ko aashani se search karke bata deta hai
google events se kisi bh place ka ticket booking kar sakte hai ji ha apne sahi suna kisi events ko search karte time user tiket book kar sakte hai aur event ko search karne me users ka ek best tarika hai ye bhi ho sakta hai apke city aur location me kisi Events se join karne me jayada service milti ho isiliye jab bhi koi Events hosted kiya gaya ho to user ko apne email ke jariye events ke bare me information diya jayega ya phir ticket price ko check karne ke liye events ko tap kiya jayega phir aap apne events se seedhe ticket book karwa sakte hai
google big and small evetns aur concerts ko hi target kar raha hai ye small event aur home events ko bhi show karta hai apki city or location ke aas pass bahut se events hote hai jinko join karne ke liye apko waha jane ki jarurat nahi hai ab apne smartphone aur laptop se us events ko join kar sakte hai
aap google per events search karne ke liye ise ek update service kah sakte hai to dosto Google Search Engine Apke Interest Se Events Show Karegi ye post kaisi lagi agar apko ye post pasand aaye to social share sites per share kare
sir aapne blog pe kon word ka Font use kiya hain..?
Laila
Awesome information brother, web ka design bhi mast hai aapka bs ho sake to footer ka colour change kar dijiye, black colour best rahega sir footer ke liye
Thanks brother