bank ke fraud aur fake calls se bache rahne ke liye ham apke liye kuch point laker aaye hai jinke jariye apke se atm se koi bhi paisa nahi nikal sakta hai agar aap bank ke fake calls se preshan hai aur aap iska soluction vchahte hai to ye post apke liye hai waise me is post ke kuch topic laker aaya hu bus apko unko dyan me rakhana hai
goverment ke rule ke baad bhi banking fraud aur fake atm calls aate hai aise me atm user ka bach pana kabhi muskil ho raha hai aaise din news milti rahi hai aaj iske istne paise banking bake call se nikal le gaye hai har din ek fake banking call se user ko fraud kiya ja raha hai
in sabhi fraud call karne wale bande ke pass apki sabhi dettail hoti hai ek mere user ne sawal bhi kiya tha kya atm fake calls karne wale bande ke pass apne atm number aur sabhi information thi but uske pass CVV number nahi to to ab aap andaja laga sakte hai apki puri banking dettails us bande ke pass hoti hai
banking fraud aur fake calls se kaise bache
unko apan name aur address aur atm number etc pata hota hai to kabhi apke persanal dettails apse janne ki kosis karge yani ki kabhi bhi apki date of bhirth ,debit card ya credit car aur CVV number,bank ya bank ka koi bhi employe apse ye sawal nahi karega agar koi aise sawal apse kar raha hai to aap samaj lena ki ye banking fraud aur fake calls hai
Fake call karne wale se sawal kare
banking employ apse apni persanal information le raha hai to apka kuch sawal karne ka hak banta hai waise sabhi sawal karte hai to basiclly apko kya sawal karne hai to jaise hi koi apka CVV number le raha ho aap usko card ka type puch sakte hai har banking atm card ka type hota hai jaise SBI Platinum, HDFC Regalia,etc agar phone karne wale ko is sawal ka pata nahi hai to apko phone cut kar dena chaiye
Fraud/Fake Call karne wale se dare nahi
bahut se bande ko is baat kar dar rahta hai waise meri hi baat karu to pichle kuch din pahle mere pass bhi atm ke fake calls aane lag gaye the to aise me mere ko dar bhi lag raha tha to aise me maine apna atm hi tod diya to dosto apke pass call karne wala apko darane ki kosis kar sakta hai to aapko isme darne ki koi baat nahi bus apko kisi bhi tarah ki information nahi deni hai
Fraud/Fake Call ki complaint kaise kare
fake calls ki report kaise kar sakte hai agar apke sath dhokha hua hai to aap 1800 209 6789 number par call karke complaint kar sakte hai
Banking Frud, Fake Calls se kaise bache agar is post se related kuch bhi sawal ho to comment kar sakte hai baki apko ye post kaisa laga pasand aaye to share kar sakte hai
bahut accha likha hai thanks for sharing